Wednesday, August 1, 2007

hmmmmm...............

chah nahi koi hume samajh paye
chah nahi koi humari kavita me sendh lagaye
chah nahi koi puri kawita bhi padh paye
mujhe rok lena duniya walon
denaa mat mujhe us path pe phek
jis path ke piche bhag rahe hain
aaj bhi pagal kawi anek!
wah wah kya piracy hai bhai! sari baaton ka yahi saar -satwa hai. ha ha

1 comment:

Saket said...

Poora poem udaao na, hum baaki bhool gaye hain